Jazz cash

Mohammad Rafay
Asalam o alaikum sir Mera Jaz cash account suspend ho Chuka hai Jo ke is no par hai 0305*****62 main online work karta Hun wahan say payment aayi thi mjhy usky bad Mera account suspend hogya hai 2 say 3 month hogya hai Mera account band hoye. Mera mobile kharab hogya hai main ny new mobile liya hai jiski waja say mjh se uska no ghom hogya hai mehnani kar ke Mera account open kar dy mjhe mery account ki bohat zarort hai.