Charging problem

Shafiq Khan
Sir main ne audionic sesuperme x-20 neckband 03-10-2023 ko online Harida ta jo mujy mila hai laken sir es ko main jab charging par lagta ho to bahot time leta hai or dusra ya k ya charg bahot kam karta hai matlb jab main es par song waghera sunta ho to 1 ganta chalta hai or jab call karta ho to 40 mints main hatm hota hai. Dusri bat ya k jab main es ko full charge karo or main es par kuch b na suno matlb on b na karo to eska charge khud ba khud hatam hota hai.