electricity bill jama ni howa wapda ko payment ni milli
Gondal Sign
7june ka bill jama karwaya ha jazz cash pir mger payment wapda ko wasool ni hoi wo bar bar bill mh laga ka bhaj dety hain is masla ko hal karain